Khali kaghz Pe Harf Sajaya Karta Tha,
Tanhai Mein Shehar Basaya karta Tha
,
Kesa Pagal Shakhs Tha Sari Sari Raat,
Dewaron ko Dard Sunaya karta Tha,
Ro Deta Tha Ap Hi Apni Baton Par,
Or Phir khud ko Ap Hansaya karta Tha,
Jalne Lagti Laho Mein Judai To Ro Deta,
Tanhaion ki khak Uraya karta Tha,
Be-Waqt Howa Pyaar Use Le Doba,
Tanhai Mein Shehar Basaya karta Tha
,
Kesa Pagal Shakhs Tha Sari Sari Raat,
Dewaron ko Dard Sunaya karta Tha,
Ro Deta Tha Ap Hi Apni Baton Par,
Or Phir khud ko Ap Hansaya karta Tha,
Jalne Lagti Laho Mein Judai To Ro Deta,
Tanhaion ki khak Uraya karta Tha,
Be-Waqt Howa Pyaar Use Le Doba,
Jo Logon ko Pyar k Guurr Sikhaya karta Tha...
Categories:
Roman poetry
0 comments:
Post a Comment