میں تو مقتل میں بھی قسمت کا سکندر نکلا
قرعہ ء فال مرے نام کا اکثر نکلا
تھا جنہیں زعم وہ دریا بھی مجھی میں ڈوبے
میں کہ صحرا نظر آتا تھا سمندر نکلا
میں نے اس جان ِ بہاراں کو بہت یاد کیا
جب کوئی پھول میری شاخِ ہنر پر نکلا
شہر والوں کی محبت کا میں قائل ہوں مگر
میں نے جس ہاتھ کو چوما وہی خنجر نکلا
تو یہیں ہار گیا ہے مرے بزدل دشمن
مجھ سے تنہا کے مقابل تیرا لشکر نکلا
میں کہ صحرائے محبت کا مسافر تھا فراز
ایک جھونکا تھا کہ خوشبو کے سفر پر نکلا
mein muqtal mein bhi qismat ka sakandar nikla...
qura-e-faal mere naam ka aksar nikla...
tha jinhein za-am woh darya bhi mujhe mein doobey...
mein ke sehra nazar aata tha samandar nikla...
mein ne us jaan-e-baharaan ko buhat yaad kiya...
jab koi phool meri shaakh-e-hunar se nikla...
shehar walon ki muhabbat ka mein qail hoon magar...
mein ne jis haath ko chooma wohi khanjar nikla...

کیا آپ کو یہ غزل پسند ای اپنے comments کے ذریے ہمیں بتایں
0 comments:
Post a Comment