مجھے اپنی محبوبہ سے ملنے کا بڑا شوک تھا
Mujhe apni mehbooba se milne ka bara shoq tha,
Usay qareeb se dekhne ka bara shoq tha,
Ek din likh diya khat usko sabar kar kay,
Dil main armaanon ki qabar kar kay,
Bholi bhali samajh na saki mere pyar ko,
De diya khat apne bhai Gulzar ko,
Maine dariya ki ek bari Mauj dekhi,
Jab apne peeche Gulzaar ki Fauj dekhi,
Un kay marnay se Jisam se Saaz nikal rahy the,
Mun se aglay pichlay Raaz nikal rahy they,
Logon ne kaha kis pe Azaab aaya hai,
Maine kaha Khat ka Jawab aaya hai.:lol:
کیا آپ کو یہ نظم پسند ای اپنے comments کے ذریے ہمیں بتایں

Categories:
Funny poetry
,
طنزو مزاح
,
مزاحیات
0 comments:
Post a Comment