"Ye Akele Pan Ki Udasian Ye Firaaq Lamhe Azab Se,
Kbi Dasht_E_Dil Pe B Aa Rukain Teri Chahton K Qafle,
Men Hon Tujko Jan Se Aziz Tar Main Ye Kese Maan Lon Ajnbi,
Teri Bat Lagti Hai Wehem Si Terey Lafz Lagte Hen Khwab Se,
Ye Jo Mera Rang Hy Roop Hai Yun Hi Besbab Nhi Dosto,
Mere Khushbuon Se Hen Silsily Meri Nisbatein Hen Gulab Se,
Wohi Mo'Tabar hai Mere Liye Wohi Hasil_E_Dil O Jan Hy,
Wo Jo Baab Tum Ne Chura Lya Meri Zindagi Ki Kitab Se.

کیا آپ کو یہ غزل پسند ای اپنے comments کے ذریے ہمیں بتایں
1 comments:
Nice good
Post a Comment