Alfaz k Jhootay bandhan main,
Raz k gehray pardon main,
Her shakhs muhabbat kerta hai,
Halan k muhabbat kuch bhi nahi,
Sub jhootay rishtay naatay hain,
Sub dil Rakhne ki baatain hain,
Kab Kaun kisi ka Hota hai,
Sub asli Roop chupatay hain,
Ehsas se khali log yahan,
Lafzon K teer Chalatay hain,
Ek baar nazar main AAker woh,
Phir sari umer rulatay Hain,
Ye ISHQ muhabat
Mehr O Wafa
Ye sub kehnay ki baaten hain,
Her shakhs khudi ki Masti main,
BUS APNI KHATIR JEETA HAI.
کیا آپ کو یہ غزل پسند ای اپنے comments کے ذریے ہمیں بتایں
10 comments:
Ghazal buhut achi hai..... Shair ka Nahi maloom???. Mujhay to Ibne Insha ka andaz lagta hai....yaqeen sa Nahi Keh sakta ...... Koee bataye ga ????
Ghazal buhut achi hai..... Shair ka Nahi maloom???. Mujhay to Ibne Insha ka andaz lagta hai....yaqeen sa Nahi Keh sakta ...... Koee bataye ga ????
NICE.......
Osm
Es me kuch missng hy
Yes
https://youtube.com/shorts/coV0ulu12zk?feature=share with beautiful voice
الفاظ کے جھوٹے بندھن میں
With voice
https://youtube.com/shorts/coV0ulu12zk?feature=share
الفاظ کے جھوٹے بندھن میں
With voice
https://youtube.com/shorts/coV0ulu12zk?feature=share
https://youtube.com/shorts/coV0ulu12zk?feature=share
Post a Comment