فاصلے قرب کی پہچان ہوا کرتے ہیں
بے سبب لوگ پریشن ہوا کرتے ہیں
Fasley Qurb Ki Pehchan Hua Karte Hain
Besabab Log Pareshan Hua Karte Hain
Ye Haqeeqat Hai Jahan Toot Ke Chaha Jaye
Wahein Bicharne Ke Imkaan Hua Karte Hain
Mere Pheley Hoye Hathon Ko Haqarat Se Na Dekh
Mangne Wale Bhi Insaan Hua Karte Hain
Hum Bhi Sabir They Magar Hum Se Bicharne Wale
Hum Tere Zabt Pe Hairan Hua Karte Hain
Ghum Ki Shiddat Se To Koh-E-Saar Pighalte Dekha
Aur Phir Insaan To Insaan Hua Karte Hain
Zindagi Jin Ke Liye Jurm-O-Saza Ho Natiq
Ghar Bhi Un Ke Liye Zandan Hua Karte Hain
کیا آپ کو یہ غزل پسند ای اپنے comments کے ذریے ہمیں بتایں

Categories:
Designed poetry
,
Ghazlain
0 comments:
Post a Comment