mohabbat phir mohabbat hai kabhi dil se nahin jati
lakhon rang hain is k ajub hi dhang hain is k
kabhi sehra kabhi darya kabhi jugnoo kabhi aansoo
hazaron roop rakhti hai Badan julsa k jo rakh dai
kabhi woh dhoop rakhti hai Kabhi ban kar yeh jugnoo
shab-e-gham k andheron mein dilon ko aas deti hai
Kabhi manzal kinarey persadiyon k musafir ko faqat bin aas deti hai
aziyat hi aziyat hai
Mohabbat phir mohabbat hai kabhi dil se nahin jati.........
Categories:
Ghazlain
,
Nazmain
,
Roman poetry
0 comments:
Post a Comment