Ye Chuban Akele Pan Ki
Ye Lagan Udaas Shab Say
Me Hawa Se Lar Raha Hun
Tujhy Kya Bataon Kab Se
Ye Sehar Ki Sazishain Thin
Ke Ye Intaqam-e-Shab Tha
Mujhy Zindagi Ka Suraj
Na Bacha Saka Ghazab Se
Tere Naam Se Shafa Ho
Koi Zakhm Wo Ataa Kar
Mere Naama Bar ! Milay To
Use Kahna Ye Adab Se
Wo Jawan Ruton Ki Shamain
Kahan Kho Gain Hain mohsin
Me To Bujh Ke Rah Gaya Hun
Wo Bichar Gaya Hay Jab Se
Ye Lagan Udaas Shab Say
Me Hawa Se Lar Raha Hun
Tujhy Kya Bataon Kab Se
Ye Sehar Ki Sazishain Thin
Ke Ye Intaqam-e-Shab Tha
Mujhy Zindagi Ka Suraj
Na Bacha Saka Ghazab Se
Tere Naam Se Shafa Ho
Koi Zakhm Wo Ataa Kar
Mere Naama Bar ! Milay To
Use Kahna Ye Adab Se
Wo Jawan Ruton Ki Shamain
Kahan Kho Gain Hain mohsin
Me To Bujh Ke Rah Gaya Hun
Wo Bichar Gaya Hay Jab Se
کیا آپ کو یہ غزل پسند ای اپنے comments کے ذریے ہمیں بتایں
Categories:
Ghazlain
,
Mohsin Naqvi
,
اردو
1 comments:
sir what is the name of the book from which this beautiful poetry taken.
Post a Comment