Sakoon-E-Jaan K Liye AB Mein Dua Kese Keron
Dard Jab Usne Dia Hai To Gila Kese karon
Aksar Lota Hon Manzil Se Yehi Soch K Mein
Ab Mukamal Ye Safar Tere Bina Kese Keron
Ab Munadib hai yehi Usko Bhula Don
Haan Magar Jism Ko Tooh Se Juda Kese Keron
sochti hon k main he mar jaon
Lekin usko zamane main akela kese karon
Categories:
Ghazlain
,
Roman poetry
0 comments:
Post a Comment