*=Likha Huwa Tha jo QisMaT ka wo MiTa na sake'
Raah-e-hayaaT Main apna unhe bana na sake'
*=Nazar k saMne dariya Tha Lekin'
Jo aaG diL Main LaGi Thi usay buJha na sake'
*=Ye Soch Kar DiL-E-Nadaan Ka Khoon Kar DaLa'
K UN KE Baad Koi Doosra SaMaa Na Sake'
*=Ajab rasM-e-MoHÅbbaT Thi us ki MehfiL Main'
Labon pe aaye huwe GeeT GunGuna na sake'
*=TaMaaM uMar aQidaT k phooL chunTe rahe
Jhukaya sar To usay phir kabi utha na sake
Categories:
Ghazlain
,
Roman poetry
0 comments:
Post a Comment