Kitab-E-DiL Main Jo Nafrat Ka Bab Rakhta Tha,
Woh Chahaton Ka Mukamal Hisab Rakhta Tha,
Fareb Deta Raha Dosti Kay Parday Main,
Woh Shakhs Chehre Pe Kitne Naqab Rakhta Tha,
Us Ke Hathon Main Pathar Dekhai Detay Hain,
Jo Haath Main Har Dam Gulaab Rakhta Tha,
Kahan Talash Karoon Us Ko Aaj Main,
Jo Apni Baat Main Apna Jawab Rakhta Tha.. !

Categories:
Ghazlain
,
Roman poetry
0 comments:
Post a Comment