AGAR WOH MEHARBAAN HOTI
To meri aankh main.
Na jhilmilati nami hoti.
Na mere dil ki wadi main.
Khazaan ka qafila rukta.
Agar wo meharban hoti!
Meri benoor aankhon main
Sitaray qaid Kar deti.
Meri zakhmi hatheli per.
Who ik phool dhar deti.
Mere hathon ko apnay haath
Main Le kar.
Who yeh kehti.
Mohabbat roshni hay rang hay.
Khushbu hay sitara hay.
Qasam mujh ko mohabbat ki.
Mujhay tu sab se piyara hay.
Magar aisa who tab kehti
Agar who meherban hoti!!!!
To meri aankh main.
Na jhilmilati nami hoti.
Na mere dil ki wadi main.
Khazaan ka qafila rukta.
Agar wo meharban hoti!
Meri benoor aankhon main
Sitaray qaid Kar deti.
Meri zakhmi hatheli per.
Who ik phool dhar deti.
Mere hathon ko apnay haath
Main Le kar.
Who yeh kehti.
Mohabbat roshni hay rang hay.
Khushbu hay sitara hay.
Qasam mujh ko mohabbat ki.
Mujhay tu sab se piyara hay.
Magar aisa who tab kehti
Agar who meherban hoti!!!!
کیا آپ کو یہ نظم پسند ای اپنے comments کے ذریے ہمیں بتایں
0 comments:
Post a Comment