طاق پر عـزت_سـادات بھـی دسـتار کے ساتھ
اس قدر خوف ھـے اب شھـر کی گلیـوں میں کـہ لوگ
چاپ سنتـے ھیں تـو لگ جاتـے ھـیں دیوار کـے ساتھ
اک تـو خواب لئـے پھـرتے ھـو گلیـوں گلیـوں
اس پـہ تکـرار بھـی کرتـے ھـو خریدار کـے ساتھ
ھـم کـو اس شھـر میں تعمـیر کا سودا ھـے جہاں
لوگ معمـار کو چن دیتـے ھیں دیوار کے ساتھ
جو شرف ہم کو ملا کوچہ جاناں سے فراز
Hum Ne Ik Umr Basar Ki Hai Gham E Yaar K Saath
Meer Do Din Na Jiye Hijr K Aazaar K Saath
Ab To Hum Ghar Se Nikaltay Hein To Rakh Detay Hein
Taaq Per Izzat E Sadaat Bhe Dastaar K Saath
Is Qadar Khouf Hai Ab Shehar Ki Galyon Mein K Log
Chaap Suntay Hein To Lag Jaatay Hein Deewar K Saath
Ek To Khwab Liye Phirtay Ho Galyon Galyon
Us Pe Takraar Bhe Kartay Ho Khareedar K Saath
Shehar Ka Shehar He Naseh Ho To Kya Kijiye Ga
Warna Hum Rind To Bhirr Jatay Hein Do Chaar K Saath
Hum Ko Is Shehar Mein Ta'meer Ka Soda Hai Jahan
Log Me'maar Ko Chun Detay Hein Deewar K Saath
Jo Sharaf Humko Mila Koocha E Janaa'n Se Faraz
Soo'ey Maqtal Bhe Gaey Hein Isi Pindaar K Saath
جو شرف ہم کو ملا کوچہ جاناں سے فراز
Wehshatein Barrhti Gaien Hijr K Aazaar K Saath
Ab To Hum Baat Bhe Kartay Nahi Gham-khwar K Saath
Ab To Hum Baat Bhe Kartay Nahi Gham-khwar K Saath
Hum Ne Ik Umr Basar Ki Hai Gham E Yaar K Saath
Meer Do Din Na Jiye Hijr K Aazaar K Saath
Ab To Hum Ghar Se Nikaltay Hein To Rakh Detay Hein
Taaq Per Izzat E Sadaat Bhe Dastaar K Saath
Is Qadar Khouf Hai Ab Shehar Ki Galyon Mein K Log
Chaap Suntay Hein To Lag Jaatay Hein Deewar K Saath
Ek To Khwab Liye Phirtay Ho Galyon Galyon
Us Pe Takraar Bhe Kartay Ho Khareedar K Saath
Shehar Ka Shehar He Naseh Ho To Kya Kijiye Ga
Warna Hum Rind To Bhirr Jatay Hein Do Chaar K Saath
Hum Ko Is Shehar Mein Ta'meer Ka Soda Hai Jahan
Log Me'maar Ko Chun Detay Hein Deewar K Saath
Jo Sharaf Humko Mila Koocha E Janaa'n Se Faraz
Soo'ey Maqtal Bhe Gaey Hein Isi Pindaar K Saath
کیا آپ کو یہ غزل پسند ای اپنے comments کے ذریے ہمیں بتایں
Categories:
Ahmad Faraz
,
inqlaab
,
Jaago HamWatno
,
Khamoshi ka Boycot
0 comments:
Post a Comment