Zalim Tha Wo Aur Zulm Ki Aadat Bhi Bohot Thi
Majboor The Hum Usse Mohabbat Bhi Bohot Thi

Us Key bohot se Sitam Seh Ke Dikha Hi Diye Humne
Go Apni Tabiyat Men Bagawat Bhi Bohot Thi
Waqif Hi Na Tha Ramz-e-mohabbat Se Wo Warna
Dil Ke Liye Thodi Si Inayat Bhi Bohot Thi
Yun Hi Nahi Mashoor-e-zamana Mera Qatil
Us Shakhs Ko Is Fan Men Maharat Bhi Bohot Thi..

Categories:
Ghazlain
,
Roman poetry
0 comments:
Post a Comment